Nazuk si chot se sisha na tute,chhoti chhoti baton se apne na ruthe,thodi si bhi fikr hai agar apko hmari,to kosish kijiyega,rishto ki ye dor kabhi na tute.
yaad aai kabhi to aankhen band nuhi karna hum chale bhy jain to ghum nuhi karna. ye zaroori nuhi har rishte ka koi nam ho par dosti ka ahsas dil se kam nuhi karna.
Aap jaisa Dost Har 1 ka Khwab Hota hai, Jinka 1 Alag Andaz Hota hai, Aasma me Taron ka koi Hisab Nahi, Par Aapke Jaisa Dost Taron me bhi Aftab Hota hai.
Teri Khushi se na sahi gam se bhi rishta hai mera, yeh jo tere zindagi hai who ek hissa hai mera, e dost tujhse lafzon ka nahi, ruh ka rishta hai mera.