Khuda hamko aisi

Khuda hamko aisi
Khuda hamko aisi khudai na de, Ki apne siwa kuch dikhayi na de, Mujhe aisi jannat nahin chahiye, Jaha se mera Dost dikhayi na de.
  

Jan, 24 2012     129 chars (1 sms)     1084 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..
Aasu ki kimat wo jante hai jo yad karte hai. dil ke gam wo jante hai jo kisiko chahte hai.dost ke dard ko wo hi jante hai jo dilse dost mante hai..
Ful ki shuruwar kalise hoti hai, Zindagiki shuruwat jaan se hoti hai, Pyaar ki shuruwat dostise ... Aur dosti ki shuruwat aapase hoti hai !!!
Samandar ko tha garoor gehraayi par apni..aasmaan ko tha garv oonchaayi par apni sharm se zaar zaar ho gaye dono.jab unhe bataayi humne dosti apni.
Waise to kai dost hai humare, Jaise aasman mein kai tare, Par aap dosti ke who chand hai, Jiske saamne fike padte hai saare sitare
Taron ko ginane wale ham na they, akele gungunane wale ham na they,yeh to aapki dosti ne aadat si laga di, warna kisi ko itna yaad karne vale ham na they..
Kuchh khoye bina humane paya hai,Kuchh mange bina hume mila hai.Naaz hai hume apni takdir par, Jisane AAP jaise DOST se milaya hai.
Dil ki Mahfil me Ujala Kijiye, Roz Pyar Bhare MSG Diya Kijiye, Zindagi Khubsurat Ban Jayegi Janab. Aisa hi Apno ke Liye Thoda Waqt Nikala Kijiye.
sochte hai kya khoya kya paya? khone ka to hisab nahi, yaad raha to bas itna ki DOST tumhare jaisa paya
Wade B Dost Ne Kya Khub Nibhaye,Zakham Muft Me Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye.Is Se Badhkar Wafa Ki Misal Kya Hogi,Maut Se Pehle Hi Dost Kafan Le Aye..
Khuda ki rahemat sare sansar par barse,Mere hisse ki rahmat mere dost par barse,Ae khuda mujhe kar dena pani,Agar mera dost kabhi pyas se taRSE
kuch log dosti ko gum samajte he jo gam samajte he wo kam samjte he is tarah waqt guzar raha he dosto k bina ye koi nahi sirf hm samajte he....