MIL JAAYE KOI NAYA TO HAME NA BHOOLA DENA, KOI AGAR RULAYE TUMHE TO HAME YAAD KAR LENA, DOST HAI TUMHARE HAM MERE DOST, KHUSI NA SAHI GAM HI BAANT LENA.
Dosti duniya ki wo khushi hai,jiski jarurat har kisi ko hui hai,gujar k dekho kabhi akele zindgi,Fir khud jaan jaoge ki dosti ke bina zindgi bhi adhuri hai
Tumse hi Dosti, Tumhara hi Intezar, Tumhare bina Dil rehta hai Bekarar,tumhari yeh Saadgi, Tumhara yeh Pyar, Jeevan bhar na bhool payenge is Dosti koYaar…