Koi dikhake roye, koi chippa ke roye,humein rulaane waale humein rulake roye.... Marne ka maza to tab hai yaaron,jab qaatil bhi janaaze pe aakar roye....
Dost ne dosti ke liye dost ko bhula diya,Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya, hum to wese bhi akele the, kya howa jo app ne hame ehsaas dila diya
In Umeedo Ko Tutne Mat Dena, Dil Ki Dosti Ko Kam Hone Mat Dena, Shayad Dost Milenge Hamse Bhi Ache, Par Bas Is DOST Ki Jagah Kisi Aur Ko Lene Mat Dena.