Dhadkan ke liye

Dhadkan ke liye
Dhadkan ke liye dil chahiye dil ke liye pyaar chahiye pyaar ke liye khushi chahiye khushi ke liye dost chahiye aur dosti ke liye ,,,Aap chahiye..
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1869 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Chhote se Dil k afsane bahut hai, Zindagi se zyada zakhm bahut hai, Maar dalti kab ki ye duniya. Par Dosto ki duao me Asar Bahut hai
Muskurao aap to phool khil jaye.baat karo to dil machal jaye.Itni dilkash hai aapki dosti.dost to kya dushman bhi aap par fida ho jaye
Yahi to khubsurat dosti ka nata hai, jo bina kisi shart ke jiya jata hai,rahe duriya to parwah nahi,dost to harpal DIL me basaya jata hai.
Hasna hasana kisiko gawara nahi hota,Har musafir jindagi ka sahara nahi hota,Milte hai log is tanha zindagi me,Par har dost tumsa pyara nahi hota..
Rangeen ho tom rangon se bhi zeada,Smaart ho tom sab dosto mne zeada,Agar Ayse tom sochty ho to,STUPID ho tom had se zayeda
Sab kehte hai ache log maar kar sitare ban jate hai, magar hum kehte hai. Acche sitare toot kar, aap jaise dost ban jate hai…
Dost Ko Dost ka Ishara yad Reheta he Hr Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta he Kuch pal Sachhe dost k Sath to Gujaro Wo Afsana Maut tak YaaD Reheta he
Kinaro ki kabhi had nhi hoti Tarano ki kabhi ginti nhi hoti Bachke rehna humse Kyuki hamare dil me kaid dosto ki kabhi zamanat nhi hoti
Jis sham dil me tumari yad na aaye, khuda kare aisi sham na aaye, ye mumkin hi nahi ki afsana likhu dosti ka aur usme tera naam na aaye.
Chand se jab mulakat hoti he,aap logo ke bare me kuch baat hoti he, wo kahte hai mere pas khubsurt sitare hai,hum kqhte hai unse bhi achche DOST hmare hai..
Dard se dosti ho gayi yaaroo.. Zindagi bedard ho gayi yaaroo.. Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara.. Door tak roshni to ho gayi yaarooo.....
Shaayad phir se milne ki taqdeer mil jaye,jeevan ka haseen pal mil jaye,chal phir se banaye sagar par ret ka makaan, shaayad waapis apna bachpan mil jaye..