Kabhi kabhi dosti

Kabhi kabhi dosti
Kabhi kabhi dosti me duriyan aa jati hai kabhi kuch mazburiya aa jati hai In duriyon ka aana b jaruri hai ye duriyan hi to sachi dosti ka ehsaas dilati hai.
  

Jan, 23 2012     156 chars (1 sms)     1091 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Bina dil ke pyar nahi khilta,Bina sacchai ke bharosa nahi milta,kuch to acchai hum mein zarur hogi varna "AAP jaisa 'DOST' hame nahi milta.
Hasna hasana kisiko gawara nahi hota,Har musafir jindagi ka sahara nahi hota,Milte hai log is tanha zindagi me,Par har dost tumsa pyara nahi hota..
Dua karte hai hum sar jhukaye, Ae dost tu apni manzil ko paaye. Agar kabhi teri raho mein andhera aaye, Roshni ke liye khuda hum ko jalaye
Dil dil se juda nahi hote u hai kiese par fida nahi hote Dost se bada to Dosti ka nata hai kayki dost kabhi bewfa nahi hote.
Agar kal hum nahi bhi rahe, Hamari yaadein sada rahengi. Sirf nazare uthake chaand ko dekhna, Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi
dosti pe naz he hame,kal jitna bharosa ta utna aj he hame,Dosti wo nai jo sirf gam r khusi me sath de,Dosti wo jo harpal apnepan ka esas de.
Jante hain hum zindagi mei gam khushi se kam nahi Tum agar meri saath ho DOST to ye zindagi bhi kuch kam nahi
DoSt Ka Pyar Dua se km nahi hota,Wo chahe Dur b hoto Gum nahi hota,Pyar me aksar DoSti km ho jati he,Par Dostime Pyar km nahi hota
Chand mein dekha to aap dikhe. Badal mein dekha to aap dikhe. Taro mein dekha to aap dikhe. Yaar thoda side mein ho jao to kuch aur bhi dikhe
Nishana jo le wo SURVIR,Nishane pe jo lag jaye wo TIR,Dil me jo utar jaye wo TASVIR,Tere Jaise Dost ki saath mil jaye wo ACHI TAQDIR...
Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!