Teri husi me khilte gulab nazer ate hai, tere gum me garajte badal nazer ate hai, Dost hua karte the hum phir ye kiya hua, jo jinda hote hue bhi murda nazer ate hai...
Kaun kehta hai ki is duniya mei majbut irade wale log nahin milenge.aap mere is dost ko hi dekh lijiye,duniya idhar se udhar ho jaye pr yeh sms nahin karenge.?
O WAJOOD NAHIN WO HASTI KIS KAAM KI,JO MAZA NA DE WO MASTI KIS KAAM KI,JAHAN DIL NA LAGE WO BASTI KIS KAAM KI,AUR HUM AAP KO YAAD NA KAREN,TO DOSTI KIS KAAM KI.