Jine ki khwaish

Jine ki khwaish
Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
  

Jan, 23 2012     137 chars (1 sms)     884 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ek achha dostAgar 100 baar rooth jaaye To har baarUse mana loKyonki keemti motiyon ki mala jitni baar bhi toote, Use pirona hi padta hai.
Nazuk si chot se sisha na tute,chhoti chhoti baton se apne na ruthe,thodi si bhi fikr hai agar apko hmari,to kosish kijiyega,rishto ki ye dor kabhi na tute.
Do Pal Ki Zindagi Yu Hi Beet Jayegi..Kali Raat Ke Baad Nayi Subah Ayegi..Agar Dosto Ki Yaad Satayegi To Kasam Se Apki Yaad Sabase Pehle Ayegi......
1 hassi jo hasa de1 ansoo jo rula de1 aarzoo jo jaga de1 chahat jo samza deHar aahat jo jaan leUs rishte ka naam hai** DOSTI**
riste ne har kadam pe imtihayan liya, tanhai ne har mod par dhoka diya, zindgi se phir bhi shikayat nahi, kyonki kismat ne aap jaisa Dost tofe me diya
College me school ki yad aayi,bade hokar bachpan ki yad aayi,kanto ko chua to phool ki yad aayi tanha mehsus kiya to dost teri yad aayi
Aaj dil puch baitha,Apni hi tasveer se,Tune kya paya hai apni taqder se,Aapki tasveer dil ko dikhai,Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main.
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi
Ek Dost ka wada hai marte dum tak Saath nibhayenge Mout aaye to tumse pehle hum jayenge tumko na bhool payenge isi liye tumko bhi saath le jayenge.
Zindagi nahin humein doston se pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari, Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari
Paigam to ek bahana tha, Irada to apko yaad delana tha, Aap yaad kre ya na kre koi baat nahi, Par aapki yaad aati hai bas itna hi btana tha.
Pyar Ki Kali Sab Ke Liye Khilti Nahi,Chah Kar Bhi Har Ek Cheez Milti Nahi,Sacha Pyar Kismat Se Milta Hai,Par Har Ek Ko Aisi Kismat Milti Nahi..