Teri pyari si

Teri pyari si
Teri pyari si umeed kaise tod jaoon,Tu khwaab dekhe,Aur mein nazar na aaoon,Kuch to baat hai dosti mein hamari,Kya apke kadam nahi kehte,Ek baar mil aauun.!
  

Jan, 24 2012     156 chars (1 sms)     2580 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Kanto k badle phool kya doge Ansu k badle khushi kya doge Hume to chahiye apki umra bhar ki dosti.Bolo is sawal ka jawab kya doge?
Dost ek saahil hai tufaano ke liye, Dost ek aaina hai armaano ke liye, Dost ek mehfil hai anjaano ke liye, Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
Mulakat maut ki mehman ho gayi, Nazar ki duniya veeran ho gayi, meri saase bhi meri nahi, ye zindgi aapki dosti par kurbaan ho gayi...
Dard Kafi hai Bekhudi Ke Liye Zindagi ati hai Char Palo Ke Liye Agar Ye Char Pal apke Sath Guzre To Samjho Zindagi Jee Li Maine Dosti k liye.
Dosti to sirf itefaaq hai, Ye do dilo ki mulaqaat hai, Dosti nahi dekhti din hai ki raat hai, Isme to sirf wafadari aur zazbaat hai.
Ho Jaye koi bhul to dilse na lagana, Agar apna samjho humko,to her baat batana. Samjho jo apna to hak hum pe jatana,Agar ki hai humse dosti to dil se nibhana
KARZ DOSTI ME CHUKANE NAHI HOTE,EHSAN DOSTI ME JATANE NAHI HOTE,BAS SALAMAT RAHE YE YARANA HAMARA,KYONKI YE RISTE KABHI PURANE NAHI HOTE..
Pehle kabhi ye yadein ye tanhai na thi,Kabhi dil pe madhoshi chaei na thi,Jane kya asar kar gai apki baatein,warna Istarah kabhi yaad kisi ki aatee na thi
Labz ap do git hum banayenge, Manjil ap pao raste hum banayenge, Khus ap raho khusiya hum dilayenge, Ap bas dost bane raho dosti hum nibhayenge.
Meethi baaton se nahi hota pyaar, Har phool nahi banta haar... Yun toh zindagi me koi aata hai aur jata hai, Lekin har koi nahi banta aap jaisa yaaar..
Bhul jane ka hosla nahi hai, Dur ho kar bhi ap dur nahi hai, Apse milkar kisi aur se kya milte ap sa is duniya me koi aur nahi hai
Jo Hadse Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kya. Jo Pyar Karnepe Majbur Na Karde Wo Ikrar Hi Kya. Intezar To Sab Karte He, Saanse Tutne Tak Jo Sath Na De Wo Yaar Hi Kya!!