ANDHI KI TARAH

ANDHI KI TARAH
ANDHI KI TARAH AATE HAIN,OR TUFAN KI TARAH CHALE JATE HAIN.YE DOST BHI AJIB HOTE HAIN NA,BURE WAKT MEIN SATH CHOD JATE HAIN. T
  

Jan, 23 2012     126 chars (1 sms)     1299 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Main dosti ka wo daag hu jise tum mita nahi paoge, guzarish hai apse SURF EXCEL se na dhona warna dhundte reh jaoge kyoki "Kuch daag achche hote hain"
Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha, Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
Aap jaisa dosthar ek kakhwab hota hai, jiska ek alag rubab hota hai, Aasma me sitaro ka koi hisab nahi,aap jaisa dost to sitaro me aftab hota hai !
Masti aankhon me hoti hai..sharaab me nahi... Bhakti shraddha me hoti hai...shabdon me nahi.. Tu bhi jaan le mere dost... Dosti dil me hoti hai.. dikhaweme nahi...
Tumhari yad dil se jane nahi denge,Tumare jaisa dost khone nahi denge,Sharafat se contact me rehna,varna khub marenge Aur rone b nahi denge
Ye gam, ye aansoo kam na honge, Ye yaadon ke ghere hardum na honge, Bita lo kuch lamhe dosto ke sath bhi, Fir yaad karoge jab hum na honge.
Dost ek saahil hai tufaano ke liye, Dost ek aaina hai armaano ke liye, Dost ek mehfil hai anjaano ke liye, Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
TERI DOSTI,TERI WAFA HI KAFI HAI. TAMAM UMR YE ASRA HI KAFI HAI. JAB BHI WAQT MILE 1 SMS YA PHONE KAR DENA,KHUSHIYO KE VASTE YE HI KAFI HAI
Kuch kehte hain dosti pyar hai, kuch kehte hai dosti zindagi hai, hum kehte hai dosti sirf "dosti" hai, jisse badkar na pyar hai na zindagi
Apni jindgi me mujhe sharif samajna koi gam aaye to karib samajna de denge muskurahat ansoon K badle magar hazaro Dosto me thoda aziz samajna
Uljhan agar koi aa jaye to mujhse na chupana,sath na de juban to ankhon se jatana,har kadam pe sath hai hum apke,dost banaya hai to zarur ajmana.
Dosti ko bhulna galat bat hai unhi ka zindagi bhar ka sath hai agar bhul gaye to khali hath hai aur agar sath rahe to zamana kahega WAH KYA BAT HAI