Dost Ko Bhoolna

Dost Ko Bhoolna
Dost Ko Bhoolna Galat Baat Hai, Unhi Ka Zindagi Bhar Ka Saath Hai, Agar Bhool GayeTo Khali Haath Hai Aur Agar Saath Hai To Zamana Kahega,Kya Baat Hai.
  

Jan, 23 2012     150 chars (1 sms)     4381 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Koi itna chahe tumhein toh batana, koi tum pe nazar uthaye toh batana, Dosti kar to lega koi bhi tumse, koi hamari tarah nibhaye to batana.
Wo gam hi kya jisme rum na ho, wo rum hi kya jisme dum na ho, wo dum hai kya jisme hum na ho, wo hum hi kya jisme tum na ho, aaj karlo dosti, kya pata kal ho na ho!
KABHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KAHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KI AAINE MEI AGAR HUM KHADE HO, TOU NAZAR AAP AATE HO.
Ajnabi Rishto Ka Naam He Dosti,Har Gum Ki Dawa He Dosti,Dost Bichad Jaye To Rota He Dil,Magar Dosti Tut Jaye To Roti He Zindagi.
Kehne ko shabd nahi hai,Bhejne ko naye SMS nahi hai,Par dil se 1 baat kehte haiApna khayal rakhna Kyunki hamare pas aap jaisa dusra dost nahi hai !
In Umeedo Ko Tutne Mat Dena, Dil Ki Dosti Ko Kam Hone Mat Dena, Shayad Dost Milenge Hamse Bhi Ache, Par Bas Is DOST Ki Jagah Kisi Aur Ko Lene Mat Dena.
Pal do pal ki sanse hain, unn ankho ki chamak ke pyase hain, aa jao kahi se bhi dost mere, thori si jhalak ke pyase hain.
Hum apni dosti ko yadome sajaenge,Dur rehkar bhi band aankhon me nazar ayenge,Jab yaad karoge sms me chale aaenge
PHOOL bankar muskurana zindagi hai.. MUSKURA ke gum bhulana zindagi hai.. Mil kar khush hue to kya hue.. Bina mile rishte nibhana zindagi hai..
Mohabbat paane ke liye sou zakhm sehte hain, Yaar ke nashe mein doob jaane ko khudaai kehte hain.
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi
Pyar k mamle mei hum thode kache hai Magar dosti ke mamle mei hum bahut sache hai, Hamari sachai bas isi baat par qayam hai Ki hamare dost humse bhi ache hai