kadam kadam pey

kadam kadam pey
kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
  

Jan, 24 2012     84 chars (1 sms)     955 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Muskurakar jeena zindagi hai muskurakar gum bhulana zindagi hai Jeet kar hase to kya hase,sab kuch haar kar muskurana zindagi hai.
Dil Hai hamara, Dil me hai naam tumhara, Har yaad me hai chehra tumhara, Sath nahi to kya hua,Zindagi bhar ye rishta nibhane ka wada hai hamara..
Dil Armano se Houseful Hai, Pure Honge Ya Nahi yeh Doubtful hai! Is Duniya Main Har Cheez Wonderful Hai, Par Khali Hath Jana Yeh Kudrat Ka Rule Hai.
Jo Nazro se door magar Dil k paas ho,Apne liye khass ho,Sukh-dukh me jiska sath ho,Dil jiska saf ho,Jese k hamare liye AAP ho.
Ap par kurban meri yari he, Has k mar jaye iski b taiyari he, Ye shilshila na khatm ho apni yari ka, Mene to apko yad kiya ab apki bari he.
KHUDA AAP JAISA DOST KOI AUR NA BANAYE, EK HI TO CHEEJ HAI JO HAMARE PAAS HAI, KAHIN WO BHI COMMON NA HO JAAYE.
Rishte hote hai jindagi bitane k liye, hum apni hasti mita de ise nibhane k liye,
Hamari Dosti Ki Umr Hamse Jyda Hogi, Hamri Har awaz Hamare Liye Wada Hogi, Tum B sun Lo Kaan Khol K, Jisne Pehle Todi Uski Pitayi Zyada HOGI
Ye mausam v kitna pyara hai.Karti ye hawaye kuch ishara hai.Zara samjho inke jazbato ko.Ye keh rehi hai kisi dost ne apko dil se pukara hai.
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM. DUNIYA SATH CALE NA CALE . A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
Tere dil mein dosti ki buniyad rakhenge,, khud ko kaid magar tujhe aazad rakhenge,, kahin ho na jaye gustakhi dosti mein aye dost,, issliye hum apne kadam tere kadmo ke baad rakhenge,,