pyar se pyar karna

pyar se pyar karna
pyar se pyar karna bhi ek nasha hai,dil leke dil dena bhi ek nasha hai,dilo me dard to hota hi hai dost,magar uss dard ko peena bhi ek nasha hai.
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1053 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

TERI DOSTI,TERI WAFA HI KAFI HAI. TAMAM UMR YE ASRA HI KAFI HAI. JAB BHI WAQT MILE 1 SMS YA PHONE KAR DENA,KHUSHIYO KE VASTE YE HI KAFI HAI
Bedard Zamane Se Hume Kuch Na Mila. Pyar Mila Saccha Dildar Na Mila. Wafa Ki Baat Karte Rahe Bewafa Karne Wale, Bus Aisa Hi Yaar Humko Mila.
Main dosti ka wo daag hu jise tum mita nahi paoge, guzarish hai apse SURF EXCEL se na dhona warna dhundte reh jaoge kyoki "Kuch daag achche hote hain"
Milna Bicharna Sb Qismat Ka Khel Hy Kahi Nafrat Kahi Dilon Ka Mail Hy Bik Jata Hy Hr Rishta Dunya Main Sirf Dosti Hi YahaNt 4 Sale HAI
Wajud nahi wo hasti kis kaam ki,Jaha dil na lage wo basti kis kaam ki,Yaad aapki aaye aur hum sms na kare to apni dosti kis kaam ki…
Aapke pass dosto ka khazana hai Par ye dost aapka purana hai Is dost ko bhula na dena kabhi Q ki ye Dost aapki DOSTI ka deewana hai
Koi hamein aashiq kahega koi hamein deewana kahega, par in aankhon mein aansu tab aayenge, jab aap jaisa koi dost hamein begana kahega
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
Dil ki Mahfil me Ujala Kijiye, Roz Pyar Bhare MSG Diya Kijiye, Zindagi Khubsurat Ban Jayegi Janab. Aisa hi Apno ke Liye Thoda Waqt Nikala Kijiye.
Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki, bigde rishte na bane to khudai kis kam ki, beshak apni manzil tk jana h, par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki..
Mandiro Me Hath Jode Jate Hai, Masjido Me Hath Failay Jate Hai, Par Dosti Hi Wo Rishta Hai, Jisme Hath Milay Jate Hai..
Rishto me pyr ki mithas rahe, Na mitne wala ehsas rahe, Kehne ko to choti si hai ye Zndgi, Lambi ho jaye agar Ap jese dost ka sath rahe.