Kyu mushkilo me

Kyu mushkilo me
Kyu mushkilo me sath dete he dost Kyu gamko baat lete he dost . Na rishta khum ka na riwaj se bandha he Fir b zindgi bhar sathdete he dost
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     1013 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Zindagi sirf jeene ka naam nahin hoti Khamoshi har pal ka imtihan nahin hoti Wafa pyarka paigam nahin hoti Wada dostika anjaam nahin hoti.
KABHI ANDHERA TO KABHI SHAAM HOGIMERI HAR KHUSHI DOSTI KE NAAM HOGI,KUCHH MANG KAR TO DEKHO HUMSE HOTHON PE HANSI AUR HATHELI PE HAMARI JAAN HOGI.
Aansu hote nahin BAHANE k liye,Ghum hote hain sirf PI jaane k liye,Sache sathi kabhi BIBHADTE nahin,Kuch DUR ho jate hai zyada PAAS aane k liye...!
Waqt k saath haalaat badal jate hai,yaani taqdir k din raat badal jate hai, jab bhi aata hai bura waqt kisi insaan par, to dosto k bhi khayalaat badal jate hai
Kata na hota to phool ki hefazat na hotiAndhera na hota to Roshni ki zarurat na hoti Agar mil jati har khushi duniya me to Dil se DOSTI ki jarurat na hoti.
Dil paraya ho sakta he,par preet nahi,Dariya gahera ho sakta he,par pani nahi,Hum to humesha apka saat nibhayenge,q ki Pyar ek tarfa ho sakta he,Dosti nahi.
Apni dosti phulon ki tarah na ho, Ek baar khile aur murjha jaye! Dosti ho to kanto ki tarah ho! Jo ek bar chube to baar baar YAAD aaye!
Humari zindagi hain doston ki amanat,Rakhna mere khuda tu unko salamat,Dena unhe khushiyan tu sare jahan ki,Ban jaye tarif wo har 1 zuban ki
Sone K Kitne B Tukde Kr Lo Uski Kimat Kam Nhi Hoti Waise Hi Apse Kitne BDur Rehne Se Aapki Aehmiyat Kam Nhi Hoti
Samandar ko tha garoor gehraayi par apni..aasmaan ko tha garv oonchaayi par apni sharm se zaar zaar ho gaye dono.jab unhe bataayi humne dosti apni.
Rishto me pyr ki mithas rahe, Na mitne wala ehsas rahe, Kehne ko to choti si hai ye Zndgi, Lambi ho jaye agar Ap jese dost ka sath rahe.
Gul sukh jate hain 1waqt ke bad,log badal jate hain 1waqt ke bad,apni dosti bhi tutegi 1waqt ke bad, lekin woh waqt aayega meri maut ke baad.