Ek khwab ek

Ek khwab ek
Ek khwab ek khayal ek hakikat ho tum.Dosti me padne wali har jarurat ho tum. Jisko roj etne sare sms karna pade arey yar ajib musibat ho tum.
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     1391 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Love ko life me must hona chahiye Students ko love me interest hona chahiye Ashiq ishq me perfect hona chahiye Ye b college me compulsory subject hona Chahiye
Kitne haseen hai aap,khud ko duniya ki nazar se bachaya karo.Aankho mein kajal lagana hi kafi nahin gale mein nimbu mirchi bhi latkaya karo!
Ghungat mein tujhe dekha to deewana hua, sangeet ka tarana hua, masti ka mastana hua, jaise hi ghungat uthaya is duniya se ravana hua!
bhigi palko ke sang muskurate hain hum , pal pal dil ko behlate hai hum , tu door hai humse to kya hua ?? har sms mein teri aahat paate hai hum
Tujhko dekhenge to sitare bhi Zia maangen ge, Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge, Apne maathe se yun aanchal ko na sarkaa dena, Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge.
Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.
Kidki se deka to raste pe koi nahi tha.Kidki se deka to raste pe koi nahi tha. Raste pe ja ke dekha to kidki pe koi nahi tha.
Khud ko kar kanjus itna Kihar sms bhejne se pehle Mobile company wale call kar ke puchheAaj sms kar rahe ho Sab Kheriyat to hai bhai
Bahut door rehkar bhi paas lagte ho,nazar se door rehkar bhi khaas lagte ho,har baar dusro ka diya sms bhejte ho, aur khud ko kavi KALIDAS samjate ho.
Zalim Palat Kar Dekh Tamana Hum Bhi Rakhte Hein Tum Agar Car Rakhti Ho To Rikhshaw Hum Bhi Rakhte Hein
Jaane kab sms send karoge? Send ke button pe kab apna thumb bend karoge? Ab tak bahut balance jama kiya. Kab apni kanjoosi ka "THE END" karoge.