dosti hai jaan

dosti hai jaan
dosti hai jaan lutane ke liye,ham apni hasti mita den dost ke liye,milne ki tumhe fursat nahi, ham sms karte hain apni yad dilane ke liye
  

Jan, 23 2012     137 chars (1 sms)     886 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Jahan Ki Gurbat Me Shukun Nhi Ayega Gam-E-Tohin Se Kubul Nhi Ayega Maklul Ki Fitrat He Ye Kafir Dimag Fat Jayega Par Sher Samaj Nhi Ayega
Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Gaur Farmaye Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Uncle ne aankh mari aunty Behosh.
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Jis mehfil mein hum khade ho jaaye waha Haritik bhi jhukta hai Kaho Na Pyaar Hai Kya mooh dukhta hai
Na Dil Ki Baazi,Na Dil Ka Sauda Agar De Dete Who Hame Waqt Thoda Na Aati Aaj Ye Nobat Aur Koi Na Puchta Ki SIR"WATER" ya SODA
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa SCREW dhila chod diya varna......ITEM to tu jhakkas hai !! ;-)
Hasino ka kafila masjid ki taraf ja raha tha hum ne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke the lakin khuda ko barbad hone se bacha liya
Pehli Bar Kisi Chehre Pe Nigaah Thehri He Uski Ankhein Sagar Se Bhi Gehri He Thak Gya Me Apne Pyar Ka Izhar Krte Krte..Tab Pata Chala Saali Wo To Behri He..
Is dil ki hai ek"Condition" jisme nahi kisi ko"Permission"sirf aap jaise dost ko hai"Admission" vo bhi bina "Donation" just maintain good "Relation".
Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Aage raasta khuda hua hai, phir 'U'-turn maarkar chale aaoge
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.