KKabi kushi pilati

KKabi kushi pilati
KKabi kushi pilati hai kabi gam, kabi wisky pite hai kabi rum, pila deti hai USKI yadien or tanhai, badnam hote hai bus botal or hum
  

Jan, 23 2012     132 chars (1 sms)     1030 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

ZINDAGI KI RAHOON MAY JANAY KISAY KAUN MILA.. KISI KO HUM NA MILAY AUR KOHI HUMEIN NA MILA.
Log puchte hai ki cigarate kyun pite ho, kya ye pyass bujhati hai? Maine kaha "nahi, dil me kisi ki tasvir hai,kambhakt kam se kam usko to jalati hai".
Is dil mein yaado ke Mele hai..Tum bin hum behad Akele hai.Sab kuch Chod kar tumhe SMS Karte Hai..Dekho Hum Aapko Kitna MISS KARTE HAI.
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Umeedo ki shama dil me mat jalana,is jaha k safar me kahin kho na jana,aaj mood me tha to SMS kar diya par roz Intezaar me palke na bichhana
Tum apun ko itna sms karta hai..Apun ko reply karneko majbur karta hai..Kya iske peeche koi plan hai..Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
Jo gadha bhi na khaye wo ghas ho tum Nalayak paji aur badmas ho tum Duniya chahe kuch bhi kahe Par mere liye bahut khas ho tum.
Tumhe gairo se kab fursat, Hum apne gam se kab khali, Chalo ho chukka milna, Na tum khali na hum khali.
Jala dena ya dafna dena,Le jaane se pehle 1peg Rum pila dena.Mai Taj mahal ki chahat nahi rakhta dosto,Bas meri kabr pe GIRLS HOSTEL bana dena.
Pyar yuhi kisi se kiya jata nahi. Pyar kiya hai dard to hoga hi.Is dard ki adat na dalo,kyuki ye dard MOOV se jata NAHI
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Koi saanson main samaya sa lagta hai.kisi ko dil mein basaya sa lagta hai. Usse milne ki tammana hai lekin, aane jane ka kiraya bhi lagta hai.