Ishk me dil ka tamasha dekha nahi jaata, Humse tuta hua shisha dekha nahi jaata. Apne hiss eke saare sms de du tujhe, Mujhse tera kangaal msg box dekha nahi jaata.
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Ye CHAND bhi dekho kya ajib sitam dhata hai, Gour farmaye Ye CHAND bhi kya ajib sitam dhata hai, Bachpan me MAMA aur Jawani me SANAM nazar ata hai......!