Bhul Se Agar

Bhul Se Agar
Bhul Se Agar Koi Bhul Hui Ho to , Bhul Samajh Ke Bhul Jana Areeeee Bhulana Sirf bhul Ko, Bhulkar Bhi Hame Na Bhul Jana.
  

Jan, 23 2012     119 chars (1 sms)     2290 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

SAB DOST BEWAFA HO GAYE, HUM APNE MOBILE SE KHAFA HO GAYE. EK SMS TO KAR DE ZAALIM WARNA DUNIYA WALE SAMJHENGE , HUM DONO JUDHA HO GAYE.
kya moh kya maya hai,is duniya mein sukh kisne paya hai,Hame bhi msg karke dekh lo.Compny ne mobile sirf tere G-F ke liye nhi bnaya hai
Jin mein basi jaanki,rum mein base Ram ,WHISKY mein baseWHISHNU, BEER mein VEER HANUMAN,kis kis ka tyag karen, Har bottle mein BHAGWAAN
AAJ KAL TUM MUSHKURATI BAHUT HO,MERE DIL KO BHAATI BAHUT HO,DIL KEHTA HAI LE JAAUN TUMHEN DINNER PE,PAR SUNA HAI TUM KHAATI BAHUT HO!
Hotho se jo chU liya Ehsaas Aab tak hai Aankhe Nam hai Aur sanso mein Aag aab tak hai, Aur kyo na ho Khayi Bhi to'HARI Mirchi'hai.
Pani Dekh kar Pyaas lagti he. Koi Shadi dekh kar hame bhi Aas Dikhti he. Hum Logo ko kaise Samjhaye, Har JHAKAAS Ladki ki Maa hamari Saas lagti he…
Safed rang ho agar mehboob ka , toh mohabbat ki detergent khusbudar nazar aati hai, na koi aur hota kharid-dar SURF-EXCEL KA, aur na dhulai RIN-SUPREME ki kam nazar aati hai...!!!
Kyu har bar mausam ki tarha badal jate ho har naye din humara dil dukhate ho ye bat sunkar humari rooh tak kaanp gai. K aap bartan dhone wale sabun se nahate ho.
Insurance Wale B Kya Gajab Dhate HeInsurnce Wale B Kya Gajab Dhate HeLogo Ki Bibiyo K Paas Beth K Pati K Marne K Faide Samjhate Hai..-
Hum itne SWEET nai ki diabities ho jaye,Nai itne SALTY ki B.P badh jye,Nai itne TASTY ki maza aa jaye,Par hum itne KADWE b nahi ki yad n aye
Mere ankhon ko sapney phir dikha gaya koe,bujhti sason ma mehak phir jaga gaya koe, kia ye sach much pyar hai, ya ullo phir se bana gaya koe.
Arz Kiya hai : Inki gaaliyon ke chakkar kaat kat kar kutte hamare yaar ho gaye Wo to hamare ho na sake hum kutto ke SARDAAR ho gaye.