Subah teri-sham meri ho din tera-raat meri ho hasi teri-udasi meri ho aur jab maut Aaye to dost kabar teri or usme LAASH- 0 hello... TERI hi ho! meri kyun ho?
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
us ne haton par mehndi lagi huve hai humne os ke doli sajai huvi hai.. humay pata tha wo bawafa niklay ge. is leye humne os ki choti behan bhi phasai hui hai
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya