Dil se aapka khayal

Dil se aapka khayal
Dil se aapka khayal jata nahi,aapke siwa koi yad aata nahi,hasrat to hai roz aapko dekhu, per"Kambakat" vo"MADARI" aapko roz lata nahi
  

Jan, 23 2012     134 chars (1 sms)     3225 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

na kar nahi nahi yeh waqt nahi nahi ka, teri is nahi ne mujhe chora nahi kahin ka
Ankhein teri roye aansu mere ho! Dil tera dhadke dhadkan meri ho!Ay mere dost dosti itani gehari ho ki!Sadak par teri pitai ho aur galati meri ho!
Na bottle me na jar me,na hotel me na bar me,na bike pe na car me,ab to din guzarte hai apke pyar bhare sms ke intazar me
Main gaya uski gali me,Bola dil se dil laga lo,Jab dekha uski Mummi ko to bola,Jute,chappal theek karwa lo
Soch samajh ke na ki shaadi jisne, Usne jeevan bigaad liya. Aur chaturai se ki shadi jisne, Usne bhi kya ukhad liya.
MOSAM SHABAB KA, NASHA SHARAB KA,PARDA JANAB KA,AUR RANG GULAB KA,IN SAB SE HASEEN,IN SAB SE LAJAWAB DEKHO SMS PADNE WALA..MENDAK TALAAB KA
Agar aap barsaat ka mazaa chaho to,In aankhon me aake baso,Kyuki barsaat to barso me barasti he,Aur ye aankhen to barso se barasti hai
Log puchte hai ki cigarate kyun pite ho, kya ye pyass bujhati hai? Maine kaha "nahi, dil me kisi ki tasvir hai,kambhakt kam se kam usko to jalati hai".
kya moh kya maya hai,is duniya mein sukh kisne paya hai,Hame bhi msg karke dekh lo.Compny ne mobile sirf tere G-F ke liye nhi bnaya hai
Gulab ko bhi kamal bana dete, Uski ek ada pe kai gazal bana dete, kambkat marti nai hai hampe koi, varna MUMBAI' main bhi TAJ MAHAL' bana dete..!
Dil k dard ko zuba par laate nahi, hum apni aankhon se ansu bahate nahi, Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho, ?? hum DETTOL k siva kuch laagate nahi
Dosti ka hr frz hum jante hai, tumhare har dard ki dava hum jante hain. Humein bhulne ki kabhi koshish bhi mat karna kyunki hum gala dabana bhi jante hain