Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Roz logo se aapke pange honge,Roz aapke ghar me dange honge,Agar mujhe sms nahi kiya to yaad rakhna aapke 17 bachche honge or sare k sare lafange honge…
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
AAPKI YAAD ME MAINE KALAM UTHAAI, LIYA KAGAAZ AUR AAPKI TASVEER BANAYAI, SOCHA THA DIL SE LAGA KE RAKHU US TASVIR KO, PAR WO TO BACCHO KO DARAANE KO KAAM AAYI.
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin
I LIKE U UTNA, U LIKE ME JITNA, I LIKE U TAB SE, U LIKE ME JAB SE, I LIKE U TAB TAK, U LIKE ME JAB TAK, U LIKE ME JAANE KAB TAK, BUT I LIKE U MARTE DAM TAK.
DARDE DIL SEHNA ASAAN NAHI HOTA, KIMTI CHEEJ KE HAR KOI KAABIL NAHI HOTA, YEH TO UPARWALE KI MEHARBAANI HAI , WARNA TERE JAISE POPAT KE PAAS MOBILE NAHI HOTA.