Lambi khmoshi bahut

Lambi khmoshi bahut
Lambi khmoshi bahut kuch keh jati hai, tadapne k liye sirf yad reh jati hai, kya fark padta hai WILLS ho ya KING'S, jalne k bad sirf rakh to reh jati hai.
  

Jan, 23 2012     154 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Kisi ne DIL badal liya, Kisi ne DHADKAN badal li, Aap ke paas kuchh bhi nahi thaa badalne ko,To aapne Mandir me jaakar CHAPPAL badal lee
Zindgi mein agar kuch karna hai to kuch aisa kar jao, ki har gali se tum guzro to har ghar se ek hi aawaj aaye. "PAPA aa gaye,PAPA aa gaye.
Dil me hamesha ek SHOR ho raha hai, bin sms BOR ho raha he, kahi aisa to nahi ke ek pyara sa DOST mujhse DOOR ho raha hai..
Chand ko toor donga, Suraj ko phor donga, Tu ek bar bar haan karde buss.. Pahli wali ko chor donga!
Ai Khuda, apne chand pe itna guroor na kar, ek chand sa dost hum bhi rakhte hai, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hai.
Mehfil saji thi msgs ka tha daur,SMS maine kiye the sab ne kia shor,paisa to mera gaya par sab kamine keh rahe the1 aur 1 aur.
Dur hai par milne ke aas hai. Man ko har pal tumhara ahasas hai. Hajaro hai apane,par tu khaas hai. Emotional mat ho ye sab bakvas hai.
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi
Kunwari kanya ko miss kehte hai,Uske Chumban ko kiss kehte hai,Miss ko Kiss karna mushkil hai isliye,Kissmissh ke bhaav tez rehte hai.
Jab hum roya karege.Teri yad ko dhoya karege. Jab hum peya karege.Teri yad me jeya karege. Agr hum mar gaye to yamraj ka mobile lek tumhe sms kiya karenge
jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, 'NANO' lena chahte the , .... Nani yaad aa gai
Dosti hoti hai diley raaz batane k liye, hum apni hasi mitade aapko hasane k liye, milne ki to aapko fursat nahi, to hum sms karte hai aapni yaad dilane ke LIYE.