Tajmahal kya cheez

Tajmahal kya cheez
Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga
  

Jan, 23 2012     111 chars (1 sms)     1803 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Shehar Ki Gali Mein Paan Ki Dukan, Devdas ne Dekhi Paro Ki Muskan, Devdas ne Khilaya Paro ko Paan, Khake Paan Paro Boli "Shukriya BhaiJaan"
Kash mobile company ke offer aise hojaye jo mujhe sms karte ho unke cell apne aap recharge hojaye aur na karte ho to unke sim block hoja
Ishq k school me nya mahol ho gya,1techar ko pappu se pyar ho gya,tbhi se sari class ka dil udas ho gya,sare bache fail or pappu pass Ho gya
Humne jab bhi kisi se kiya pyar, to yeh anjaam nikla; Kisi ne kiya inkaar, to kisi ka pehle se Yaar nikla !!
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...
college ki life main kai yaar milte hai,usme kuch kamine tho kuch dildar milte hai, agar acche se padhai ki tho koi bante hai doctor tho koi engneer warna darzi ki dukan per baith kar salwar silte hai …
Jindagi behal hai, sur hai na taal hai, vicharo ki kya hadtaal hai, SMS box kangal hai, ek sms bhej de, meri mobile ki jindagi ka sawal hai.
Huzur adab arz he,apko sms bhejna hmara farz he,Qki apka NO. hmari phone buk me darz he,humne apko sms bheja,isliye aap par 10 sms karz he.
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga, Aapki gardan (neck) to phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai
Is qadar hum aapko chahte hain ki duniyaa wale jal jaate hain yu to hum sabko ullu banate hain par aap zara jaldi ban jate hain
Mausam shabab ka, nasha sharab ka, parda janab ka aur rang gulab ka; In sab se haseen, in sab se LAJAWAB dekho SMS padhne wala,MENDAK TALAAB ka; Trrr..Trrr..