Aaj didar, kal

Aaj didar, kal
Aaj didar, kal yaar, parson pyaar, phir ekrar, phir intezar, phir takrar, phir darar, sari mehnat bekar, aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.
  

Jan, 23 2012     147 chars (1 sms)     1623 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Tum paas ho to tujhpe pyar aata hai, Tum door ho to tera intezaar satata hai. Kya kahe is dil ki haalat ki, Tujhe yaad kar karke hume bukhaar ho jaata hai.
Aaj kuch ghabraye se lagte ho, Thand mein kapkapaye se lagte ho, Nikhar kar aayi hai surat aapki, Bahut dino baad nahaye se lagte ho
MERA DIL, JIGAR KIDNEY LEVER HO TUM, WAQT BEWAQT AAYE WOFEVER HO TUM, DOOBKAR JISME KHO JAAU WO RIVER HO TUM, JEEVAN ME AB TO FOREVER HO TUM.
.Tere baal he ya ghana "Andhera",Tere baal hai ya ghana "Andhera"Kar dun "GANJA" ho jaye Sawera...!Ab Bolo wah wah!
Hum 1 bar jite hai 1 bar marte hai 1 bar pyar karte hai Shadi b 1 bar karte h Jab har kam 1bar karte hai to apko MISS kyun bar bar karte hai.!
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA, ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA, POORA HO AAPKA HAR KHWAB, AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA...!
Ek Ladki ki dua. "Kasam se har ladke ko bhula dungi, Sabhi ki tasvir jala dungi, Ek tum hi rahoge is dil me, Mobile me Balance dalwa do tumhe dua dungi
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!
SAFED SARI PAR JAB TUM LAL BINDI LAGITI HO, KHUDA KASAM AMBULANCE NAZAR ATI HO, FARAK YE HAI KI WOH GHAYAL KO LE JATI HAI AUR TUM GHAYAL KAR JATI HO.
Request karti hun, Refuse mat karna, Dil ka bulb jalakar, Fuse na udana.
Zamana kitna kharab ho gaya he,Har sawal ka ulta jawab ho gaya he,Na Call, na Misscall, na SmS.Har koi mobile rakh k nawaab ho gaya he.