Kitne haseen hai

Kitne haseen hai
Kitne haseen hai aap,khud ko duniya ki nazar se bachaya karo.Aankho mein kajal lagana hi kafi nahin gale mein nimbu mirchi bhi latkaya karo!
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     1083 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Wo aai mere sapne me sapne me sab kuch ho gaya.wo aai mere sapne me.sapne me sab kuch ho gaya.uski bhi izzat bach gai.Apna bhi kaam ho gaya.
Tumhe gairo se kab fursat, Hum apne gam se kab khali, Chalo ho chukka milna, Na tum khali na hum khali.
Dil ke arman ansuo me beh gaye, Hum gali me the gali me reh gaye... Light chali gayi, Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye..!
Khawabon me ayenge SMS ki tarha,dil me bas jange RINGTONE ki tarha,dosti kam na hogi BALANCE ki tarha,bas tum busy na rehna NETWORK ki tarha
Tanhai me na waqt bitaya karo,kabhi mehfil me bhi aaya karo,kya hua jo tut gaye samne k 2 daant .Phir bhi dil khol k muskuraya karo...
Apne sasur ka dulaara hoon main, apni biwi ko bhi pyara hoon main filhaal toh yeh sab sapne hain, kyunki abhi tak kunwara hoon main !
Agar aap barsaat ka mazaa chaho to,In aankhon me aake baso,Kyuki barsaat to barso me barasti he,Aur ye aankhen to barso se barasti hai
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Paani ko b daaru bana dete. Tere liye ROYAL STAG k tub bharwa dete.Kambhakt peete nahi tum hamare saath Warna TAJ MAHAL ko b theka bana dete
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
Dil todne walo ko saja Q nai milti har kisiko pyar krne ki dua Q nai milti, log kehte he ki ishq 1 bimari hai,to fir MEDICAL per iski dawa Q nai milti?
Ankhein teri roye aansu mere ho! Dil tera dhadke dhadkan meri ho!Ay mere dost dosti itani gehari ho ki!Sadak par teri pitai ho aur galati meri ho!