Is kadar Hame

Is kadar Hame
Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Is kadar Hame akele chod jaane ki sajaa jarur paoge, Aage raasta khuda hua hai, phir 'U'-turn maarkar chale aaoge
  

Jan, 23 2012     166 chars (2 sms)     989 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
Ek msg roz, keep d frnds close, ek din me paanch, dosti pe na aye aanch. ek din me dus, mile dosti ka rus, ek din me bees, aap pehle ek to bhejo plz
Kash mobile company ke offer aise hojaye jo mujhe sms karte ho unke cell apne aap recharge hojaye aur na karte ho to unke sim block hoja
Sharrifon me koi chor nahi hota, kauwo me koi mor nahi hota, naye patang ka koi dor nahi hota, yaroon humse jo kare dosti wo kabhi bore nahi hota.
Aap itna yaad na karo hum ko, kahi hum chheenko se pareshan na ho jaye. Yaad to hum bhi aapko bahut karte hain, Par darte hain, ke kahi aapko zukaam na ho jaye
kya moh kya maya hai,is duniya mein sukh kisne paya hai,Hame bhi msg karke dekh lo.Compny ne mobile sirf tere G-F ke liye nhi bnaya hai
Mausam ye haseen kehta h pyaar kar le Dil diwana kehta h ikraar kar le chahat kehti h izhaar kar le par MUMMY KEHTI PEHLE DEGREE PASS KAR LE
Chuhe ka sehra suhana lagta hai,Chuhiya ka to dil diwana lagta hai,Pal bhar me aise kutarte hain kapde,Ab to her kapda purana lagta hai
Tumhare samne hain itney items kabhi hame bhi pick karo... Hamare pyar ke ICON pe kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo...
Wo to Shahjahan Ka Pagalpan Tha, Warna Mumtaz Mei Baat Hi Kya Thi... Mohabbat Ki Kashish Ne TAJ MAHAL Bana Dala, Warna Ladkiyon Ki Auqat Hi Kya Thi..
MY DIL IS NOT LIKE JASSI, NOR I AM AS SWEET AS LASSI ZINDAGI ME CHAHTA HU ALWAYS FUN AND HANSI DOSTI KI HAI TO NIBHAUNGA, TILL I AM ASSI.
Itne saalon ke baad bhi who hamein dekh ke muskurate hain saale uske bachche hi kamine hain to mama mama chillate hain!!!