Jise dil diya woh dilli chali gayi, jise pyar kiya woh italy chali gayi; dil ne kaha khud-kushi(suicide) kar le jalim, bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi
Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath
Pehli Bar Kisi Chehre Pe Nigaah Thehri He Uski Ankhein Sagar Se Bhi Gehri He Thak Gya Me Apne Pyar Ka Izhar Krte Krte..Tab Pata Chala Saali Wo To Behri He..
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.