Use karte hein make-up ka daba roze kiyun? Ban sanwar kar nikalte hain chailaa roze kiyun? Mummy tum to kehti thee Eid to kab kee gaye Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Jab hum roya karege.Teri yad ko dhoya karege. Jab hum peya karege.Teri yad me jeya karege. Agr hum mar gaye to yamraj ka mobile lek tumhe sms kiya karenge
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai