Likhne wale ek

Likhne wale ek
Likhne wale ek ehsaan kar de, Mere yar ki taqdir me uska pyar likh de, Na mile kabi dard use mohbat me,Tu chahe to uski GIRL FRIEND meri kar de.....!!!!!!
  

Jan, 23 2012     154 chars (1 sms)     1244 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Apni dosti ki gaddi kuch aise chal padi, jaise KICK marte hi Bike ud padi. Dua hai na lage isme koi BREAK, speed itni ho ke na kar sake koi OVERTAKE.
Zindgi Apni Masti Me Jiya Kar Ishq Bahut Buri Cheez Hai Na Kiya KrTu Apna Pura Dhyan Career P Mod De Ishq Aur apni GF MERE liye Chhod de
Har khushi ko teri taraf mod du, tere liye chand tare tak tod du, khushiyon ke darwaje tere liye khol du, ek bar tu haske dikha tere sare dant tod du…
Mana ki Kabhi Dil Ki baat na Bataonge Par Ankhon me Jo hai Wo Kaise Chupaoge, Wada Raha Hamara ye Aapse Jab bhi MOBILE Dekhonge hamara jarur 1 SMS paoge!
Paani me tairna machhli ka style, Hawa me udna panchhi ka style, Different messages bhejna mera style, Fukat ka message padhna Aapka style..
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Baithe tere khyalo me kore kagaj par likh dala tera naam .. tasweer bhi utar dali... aur likha hai paigam.. jinda pakadne wale ko 500 ka inam....
jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, 'NANO' lena chahte the , .... Nani yaad aa gai
AAPKI jheel si aankhon mein, Dil doob jana chahata hai. Par phir yeh khayaal aata hai, Saala apun ko SWIMMING kaha aata hai
Chand pe ghataye jati to hogi, Sitaro ko bhi nind Aati to hogi, Aaine me dekhakar sach sach kehna, Tumhe Apni shakal par hasi Aati to hogi.
Ansoon teri nikle aur ankhein meri ho...dil tera dhadke aur dhadkane meri ho , khuda kare hamari dosti itni gehri ho ki naukri tum karo aur salary meri ho
Apse Jb Hmari Yaari Ho Gyi Duniya Hmari Or B Pyari Ho Gyi Pahle Hum Kisi B Cheez K Aadi Na The Par Ab Apko Yad Krne Ki Bimari Ho Gyi he