jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jayu vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum...
Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai....
Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga!
Mat puch mere sms ki inteha kaha tak hai,Tu KANJUSI karle teri takat jaha tak hai,Msg ki umid jinhe hogi unhe hogi,Hame to dekhna hai tu Kanjus Kaha tak he.