Shadi karna tha

Shadi karna tha
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
  

Jan, 23 2012     156 chars (1 sms)     2542 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Mumtaj ki kabar ko dekh ke har aashiq ko mohabbat ki misal nazar aati hai….Hum kis-kis ke liye Tajmahal banwayein???Hume to har ladki Mumtaj nazar aati hai….
Hamare SMS k charche jaha me hone lage, log hamare deewane hone lage, khush nasib, ho aap jo hamara SMS mila jinhe nahi mila wo mobile patak patak kar rone lage
Hum ji rahe hai.sirf tumhara didar karke.saans Bhi le rahe hai.tumhe yaad karke khuda k paas 2 ek din hum v jayege.pr jwhan bhi tumhara intzar hai
Pyaar main jubaan chup ho to Ankhen bolti he,Ankhen chup ho to Dil bolta he,Dil chup hoto,Hoto,Log bolte he "RAM NAAM Satya HE".....
Nazar badalti h, Wafaye badal jati h, Meri ada se hawaye badal jati h Apni mhbooba ko bacha lo Bhaiya, Meri 1muskan se premikaye badal jati h
Baithe tere khayalo me, kore kagaz pe likha tera naam... Tasvir bhi bana dali aur likha ye Paigam.. 'Zinda ya murda, pakadne vale ko 5000 nakad inam...
ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery hum-nasheen meri zindgi, woh gulab jo abhi khila nahi main yeh sochta ho k khuda kary zindgi main tujhy woh sukh milay jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi
Ansoon teri nikle aur ankhein meri ho...dil tera dhadke aur dhadkane meri ho , khuda kare hamari dosti itni gehri ho ki naukri tum karo aur salary meri ho
kabhi kehte the dost hamare ke "jaan bhi maango to hazir hai", Aaj apni bivi ko jaan kehte hai , aur maango to inkaar karte hain
Zamane ke darr se teri tasvir toilet mein chupa rakhi hai, Didar ho tera bar bar isiliye julab ki goli kha rakhi hai….
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Logo se pange bhi honge, ghar main dange bhi honge. Agar mujhe 5 sms na kiye to apko 12 bache honge, 2 ganje 2 nange or 8 lafenge honge.