Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage. Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Pehli Bar Kisi Chehre Pe Nigaah Thehri He Uski Ankhein Sagar Se Bhi Gehri He Thak Gya Me Apne Pyar Ka Izhar Krte Krte..Tab Pata Chala Saali Wo To Behri He..
Yusuf ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai
mana hum itne SWEET nahi, k diabetes ho jaye. nahi itne SALTY k BP badh jaye, nahi itne TASTY k habit ban jaye, aur hum itne KADWE bhi nahi k yaad hi naa aaye