Chehre ki hansi

Chehre ki hansi
Chehre ki hansi se her gum chupao , bahut kuch bolo par kuch na batao , khud kabhi na rutho par sabko manao , ye hi raj hai zindgi ka bas jeete jao .
  

Jan, 23 2012     149 chars (1 sms)     2378 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Zindagi 1 "GIFT" Hai,KabuL Kijiye Zindgi 1 "EHSAS" Hai,Mahsus Kijiye Zindgi 1 "MILAN" Hai,Pyar Kijiye Zindgi Aakhir zindgi hai,JEE LiJiye !
Jo kal tha use bhulakar to dekho jo aaj hai use jikar to dekho, aane wala pal khud hi sawar jayega, bas zindgi ko pyar se jikar to dekho . .
Mohabat Ki Kashti Me Swaar The Hum,Socha Tha Pahuch Jayege Chahat K Gaon Me,Dubne Lage To Ehsaas Hua,Hum To Baithe The Kagaz Ki Naav Me!
Miss Call Ek Masti Hai' Ye SMS Se Zyada Sasti Hai.. Neend Ko Bhagati H Khoon Ko Jalati H DiMaG Ko Pakati H'or Aap Ko Humari Bus yad dilati h
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
Khusi Ko Bana Lo Zindgi Ka Usul,Rah Me Milenge Kante Kahi Phul,Hogi Kabi Kabi Zindgi Me Bhul,Fir B Zindgi Jine Ka Andaz Rakho COOL..
Mai Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti,Mai Jawab Banta Agar Wo SAWAL Hoti,Sab Jante H Mai Nasha Nhi Karta,Fir B Pi Leta Agar Wo SHARAB Hoti
Gam is kadar mila ki sadme p gaye,khusi thodi si mili to milake p gaye,u to na thi janam se pine ki aadat,sharab ko tanha dekha to p gaye
Mein tod leta agar wo GULAB hoti;Mein ban jata JAVAB agar wo SAVAL hoti;Sab ko pata hai ki mein Nasha nahi karta;Phir bhi Pi leta agar vo SARAB hoti.
Hosley buland kar raaston par chal de, Tujhe tera mukaam mil jayega, Akela tu pehel kar, Kaafila khud bann jayega
Har shaam keh jaati hai ek kahani,Har subah le aati hai ek kahani,Raaste to badalte hai har din magar,Manzil reh jaati hai wahi purani.
Labo ki hasi tere naam kar denge, har khushi tuj per kurban kar denge. Jis din hogi kami mere pyar me, zindgi maut k naam ker denge..