U toh bahutse jaltey hai par Kundan kaun yaha ban pata,Dube to lakho hai par Moti kiske haatho ata,Sagar ka nimantran hai mujko per lahero ko sweekar nhi,Jivan to apna hai Lekin Sapno per adhikar nhi.
Tu kya jane kaise pilayi jati hai,Kholne se pehle botal hilayi jati hai,Fir awaz lagayi jati hai,aa jao tute dil walo,Yahan darde dil ki dwa pilayi jati hai