Jo kal tha,

Jo kal tha,
Jo kal tha, usey bhoolkar toh dekho, Jo aaj hai, usey jeekar to dekho, Aane wala pal khud hi sawar jaayega, Zara iss zindagi ko jeekar to dekho
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1164 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Upar Se Gussa Or DilSe Pyar KrteHo,Nazre Churate Ho,Dil Bekarar Krte Ho,Lakh Chupao Dunya Se Muje Sab Pata He,Tum Roz Mere sMs Ka intezar KrteHo.
Gujari jindgi ko yad na karna.Taqdir me jo likha he uski fariyad na karna.Jo hona he hokar rahega.Fikar me apni jindagi barbad na ka
SIRF ALFAZO KI TASVIR HE ZINDGI,DIL K JAZBAT KISNE DEKHE HE.HAS KAR GUJAR LO IN LAMHO KO,KAL K HALAT KISNE DEKHE HE
Ummidon ki imaarat deh gayi, Khwabon ki duniya bah gayi, Abe teri kya izzat rah gayi, Jab ek khoobsorat ladki tere ko bhayya keh gayi.
Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khwab kuch aisa dekhte hai,ke ret ka har zarra agar hira ban jaye to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai
Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe, Kitnon ko raste pe lana hai tumhe, Apne haath ki lakiron ko mat dekho, In lakiron se aage jana hai tumhe
Har shaam keh jaati hai ek kahani,Har subah le aati hai ek kahani,Raaste to badalte hai har din magar,Manzil reh jaati hai wahi purani.
Bin saawan barsat nhi hoti suraj dhale bina raat nhi hoti. Kya kare haalat hi kuch aisi hai k aapko yaad kiye bina din ki shuruat nhi hoti.
Zndgi kbhi mushkil to kbhi asan hoti he,Kbhi uf to kbhi wah hoti he,Na bhulna kbi apni SMILE, Kyuki ise har mushkil asan hoti he.
Badal Se Salaam Leta Hoo Waqt Ke Haath Thaam Lta Ho Maut Ruk Jaati Hai Pal Bhar Ko Jab Hatho Me Jaam Lta Ho
Tadaptaa hai jo bina aapke, use gair ka saath nahin chahiye, nashe mein hoon main sharaab k, yeh khaali gilaas nahin chahiye.
Zindgi sagar he Dost laher hai Aur dil kinara Ye zaruri nahi ki sagar me kitni lehre he Zaruri ye hai ki kaun si laher kinareko chhuti He.