Khubsurat ho to

Khubsurat ho to
Khubsurat ho to kya hua,Khubsurat insaan hi hua karte hai,Khubsurati pe gumaan na karo kyonki,Khubsurat hi badnaam hua karte hain.
  

Jan, 23 2012     130 chars (1 sms)     1079 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kashish dilki har cheez bhula deti hai,Band aankho main bhi sapne saza deti hai,Sapno ki duniya jarur rakhna,kyon ki hakikat toh aksar rula deti hai.
Rok do mere JANAZE ko ZALIMO,Mujhme jaan aa gayi hai,Peeche mudke dekho KAMEENO,SHARAB ki dukan aa gayi hai.
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai, Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai, Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi, Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
Ek roz rosni ke hazar sitare honge,Apki aankho me haseen nazare honge,Qayamat k din jab aapka mobile check hoga sabse jyada SMS HAMARE honge.
Wo Kya Samzegi Pyar Ki Gahrai Ko, Jo Pagalpan Samzati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Humne Hi Ki Thi, Ab Q ilzam De Uski Bewafai ko
Khuda dil ke iraade aazmata hai ,sapno ke parde aankho se hatata hai,Hausla mat haarna pyar me musafir,kyonki thoda dard hi insaan ko pyar karna sikhata he
Zndgi kbhi mushkil to kbhi asan hoti he,Kbhi uf to kbhi wah hoti he,Na bhulna kbi apni SMILE, Kyuki ise har mushkil asan hoti he.
Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho GayeTumhe Paas Bulaye Bahut Din Ho Gaye Kisi Din Achanak Chale Aao Tum Hume Muskurae Hue Bahut Din Ho Gaye
Khali bartan yu he chule pe dhara rah jayga.Bhuke pet ghar sota rah jayga.Aye khelone bechne wale edhar se guzaer.Aaj bhe baccha mera rota huva rah jayga.
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
PEE k raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me gum ko milane lage, Ye sharab b befawa nikli yaaro, Nashe me to wo aur b yaad ane lage
Shayad firse wohi takdir mil jaye Jivanka sabse hasin wo pal mil jaye Chal firse banae ret ka mahal Shayad vapis apna BACHPAN mil jaye