Ansu na hote Ankhome to Ankhe Itni khubsurat na hoti Dard na hota dilme to khusiyo ki kimat na hoti Puri hoti sab ki Murade to kisiko khuda ki Zarurt na hoti.
Rone Se Kisi Chiz Ko Paya Nahi Jata Khone Se Kisi Chiz Ko Bhulaya Nahi Jata;Waqt Sabhi Ko Milta Ha iZindagi Badalne Ka,Zindagi Se Waqt Ko Badla Nahi Jata
ankhe aaj rona chahti hai, yaado me khona chahti hai,Kuchh dost itne haseen pal de gaye zindagi me, ke palke bhi jhukne se pehle firse jeena chahti hai.