Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khwab kuch aisa dekhte hai,ke ret ka har zarra agar hira ban jaye to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai
Wo yaroki mehfil,wo muskurate pal, Dilse juda hai apna bita hua Kal. Kabhi jindagi guzjarti thi Waqt bitane me, Aaj waqt guzar jata hai chand kagaj ke note kamane me.