KUCH KHWAAB AISE

KUCH KHWAAB AISE
KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     902 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kya khabar tum ko, dosti kya hai Ye roshni bhi hai andhera bhi hai Khawahishon se bhara jazeera bhi hai Bahut anmol ik heera bhi hai.
Samne ho manzil to raste na modna, Jo man me ho wo khwab na todna. Har kadam pe milegi kamyabi aapko, bas sitare chune ke liye kabhi zamin na chodna.
Mein tod leta agar wo GULAB hoti;Mein ban jata JAVAB agar wo SAVAL hoti;Sab ko pata hai ki mein Nasha nahi karta;Phir bhi Pi leta agar vo SARAB hoti.
KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
Ek din maine dil se puchhaVAADE aur YAADE Inmein kya fark hai ? Jawab mila "VAADE"insaan todtahai.AuR"YAADEN" Insan ko todtiHain..
Chandi ka ghoda sone ki lagam msg pdnewalo ko mera salam.Tea pepsi pinewalo kbhi pani b piya kro,fokat k msg pdnewalo kbhi rply b kiya kro.
Zara si Baat der tak rulati rahi,Khushi me bhi akhen aasu bahati rahi,Koi kho ke mil gaya to koi mil ke kho gaya Zindgi bas hame aise hi aazmati rahi.
Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe, Kitnon ko raste pe lana hai tumhe, Apne haath ki lakiron ko mat dekho, In lakiron se aage jana hai tumhe
Mana k aaj hum akele reh gaye, Judai k aansoo ankhon se beh gaye, Rote hue ko kaun chup karega, jo chup karate the wo hi Aaj rone ko keh gaye.
Ek ansu pe mere jan dete the jo vo hume aj iskadar rulate hai, Jisne roka tha kabhi hume peene se,aj vo hi hume maikhane ka rasta dikhate hai.
Meri mohabat ki taqdir dekho,Jo ruthe the unke paigam aa rahe h,Jab maar dala meri pyas ne mujh ko.Wo akho main leke jaam aa rahe h..!
Itni choti nahi dosti humari, kaise soch liya kinara aa gaya.. Lo phir ho gayi apke mobile mein roshni, ek baar phir sms humara aa gaya...Hi...