Pyar to humein

Pyar to humein
Pyar to humein bhi karna tha, par kuch khaas nahi hua. Tajmahal to humein bhi banana tha.. par afsoos ke.... loan pass nahi hua..
  

Jan, 23 2012     129 chars (1 sms)     1092 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabbat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
Ye shayari likhna unka kaam nhiJinke dil ankhon me basa krte He Shayari to wo shaqs likhte hai Jo sharab se nhi,kalam se nasha krte he.
Rishte kaanch k bane hote hai,Tutne par chubhte hai.Hatheli par sambhal kar rakhna inhe,Kyoki ye tutne me Pal aur Judne me barso Lete hain.
meri SHAYRI chali sahar me BENAAM ho karkuch anjaan AASHIQO ke paigam le kar MAHBOOB ke labo ko chu kar wo SURKH ho gayi lauti to APNA hi EK naya naam le kar
SIRF ALFAZO KI TASVIR HE ZINDGI,DIL K JAZBAT KISNE DEKHE HE.HAS KAR GUJAR LO IN LAMHO KO,KAL K HALAT KISNE DEKHE HE
Miss Call Ek Masti Hai' Ye SMS Se Zyada Sasti Hai.. Neend Ko Bhagati H Khoon Ko Jalati H DiMaG Ko Pakati H'or Aap Ko Humari Bus yad dilati h
WHAT ONE BULLS SAY: Mere din fir se sawarde,bus ek bar phir sensex sudhar de..ruthi nifty ko manale.tute index ko sajade.MONDAY KO 19000 DIKHA DE.
Pyar me duniya khubsurt lagti he Dard me duniya dushman lagti he aap jaisa dost hamari jindgi me na hoto Pani bhi hamko sharab lagti he
Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe, Kitnon ko raste pe lana hai tumhe, Apne haath ki lakiron ko mat dekho, In lakiron se aage jana hai tumhe
Ye zindgi ka safar khatam kab hoga,Dukho ka ye sailab kum kab hoga,Thak chuke hai hum tanha safar me jeet lu har bazi Ye mumkin kab h0ga?
Asu na hote akhome,to akhe khubsurt na hoti.dard na hota dilme,to khusiyo ki kimat na hoti.puri hoti sab murade,to khuda ki jarurat na hoti.
Jivan guzarne ka bahana dhundte hain,Khatam na ho kbhi woh paimana dhundte hain,hosh me to tadpenge raat-din,jo hosh na ane de woh maikhana dhundte hai.