taro me akela

taro me akela
taro me akela chand jagmagata haimuskilo me akela insan dagmagata hai kanto se mat gabarana dost kanto me hi akela gulab muskurata hai.
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     1200 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Me chahta hi nhi tha lajwab krna tumhe warna jawab mere pas har swal ka tha Tumhari jeet se hame khushi hoti hai yahi jawab mere pas meri har ka tha.
Zindgi sagar he Dost laher hai Aur dil kinara Ye zaruri nahi ki sagar me kitni lehre he Zaruri ye hai ki kaun si laher kinareko chhuti He.
Lal sharabi hoth kiske liye bane hai,inhike intezr mai hum kabse khadehai,jara hume bhi toh inhe chune dijiye,hotho ka jam 1 bar pine dijye
Dhamako k bad bi hoti hai chuppi yaha Akhir kaun sune siski kahkahon k darmiya Naaz jis zamee pe karta tha saa jaha Kal vaha dikhi ujri bastiya
Khali bartan yu he chule pe dhara rah jayga.Bhuke pet ghar sota rah jayga.Aye khelone bechne wale edhar se guzaer.Aaj bhe baccha mera rota huva rah jayga.
Bachpan k dukh bhi kitne achhe the,tab to sirf khilone tuta karte the.Wo khushiyan b na jane kaisi khushiyan thi,titli ko pakad k uchhla karte the…
Kuch Log Zindgi me Dukh pate he Zindgi kitni Anmol he Ye bhul jate he Zindgi Jina Gulab se sikho, Jo Khud Tutkar 2 Dilo ko Milate he...
Tadaptaa hai jo bina aapke, use gair ka saath nahin chahiye, nashe mein hoon main sharaab k, yeh khaali gilaas nahin chahiye.
Meri mohabbat ki taqdeer dekho Jo ruthe the unke paigam aa rahe hai Jab maar dala meri pyaas ne mujhko Wo aakho me leke jaam aa rahe hai
Kya pata fir se wo taqdeer mil jaye,ZINDGI ka sab se haseen pal mil jaye,Chal banaye sagar pe ret ka makan,Shayad humein wapas fir se apna BACHPAN mil jaye.
Mohabat Ki Kashti Me Swaar The Hum,Socha Tha Pahuch Jayege Chahat K Gaon Me,Dubne Lage To Ehsaas Hua,Hum To Baithe The Kagaz Ki Naav Me!
Ek se ek shararat apki dil khush kar dene ki aadat aapki hum rahe ya na rahe is jahan mein rahein salmat hamesh ye muskurahat apki