TEJI beet jati hai suhani yaad bankar,MUNAFA reh jata hai kahani banker,par SHARE to hamesha dil ke karib rahega,kabhi muskan to kabhi aankho mein pani banker.
Chand sitare teri mutthi me honge... Agar mera hath tere hath me rahe... Shaakh se toot jaye wo kamzor patte hum nahi... Andhiyon se keh do apni aukat me rahe.