Yaha har koi

Yaha har koi
Yaha har koi 1 bahana chahta he Ek-duje k nazdik ana chahta he Berukhsi duniya ki aabo-hawa me Yaha har koi Kuchpal Dilse muskurana chahta he
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     883 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

ZINDGI ek raat hai.. Jisme na jane kitne khwaab hai, Jo mil gya wo APNA hai.. Jo tut gya wo SAPNA hai..
Dhamako k bad bi hoti hai chuppi yaha Akhir kaun sune siski kahkahon k darmiya Naaz jis zamee pe karta tha saa jaha Kal vaha dikhi ujri bastiya
ankhe aaj rona chahti hai, yaado me khona chahti hai,Kuchh dost itne haseen pal de gaye zindagi me, ke palke bhi jhukne se pehle firse jeena chahti hai.
Waqt ki karwat me halat badal jate he insan to kya cheez chand taro ke nizam badal jate he
Tadpta hai jo bina apke.Use gair ka sath nahi chahiye.Nase me hu me shrab ke.Ye khali glas nahi chahiye
SIRF ALFAZO KI TASVIR HE ZINDGI,DIL K JAZBAT KISNE DEKHE HE.HAS KAR GUJAR LO IN LAMHO KO,KAL K HALAT KISNE DEKHE HE
KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
Ye shayari likhna unka kaam nhiJinke dil ankhon me basa krte He Shayari to wo shaqs likhte hai Jo sharab se nhi,kalam se nasha krte he.
Wo Kya Samzegi Pyar Ki Gahrai Ko, Jo Pagalpan Samzati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Humne Hi Ki Thi, Ab Q ilzam De Uski Bewafai ko
Gamo Ki Dhup Me Kbhi Jana Na Pade,Palko Ka Kabhi Bhigana Na Pade,Bin Mange Hi Mile Apko Itna Kuch Ki,Dua K Liye Kbhi Sar Jhukana Na Pade.
Milke bichadana dastoor hai zindagi ka, Ek yahi kissa mashur hai zindagi ka, Beete huye pal kabhi laut kar nahi ate, Yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
Gam na karna kabhi zindgi me,Kyuki taqdeer badalti rehti hai,Sheesha wohi rehta hai ,Bus tasveer badalti rehti hai