Pathologist:Ye urine sample nai,Apple juice hai!Santa's wife:Ek phone kar loon?Dr:Why?Wife:Santaji ko batana hai k urine botle unke tiffin me chali gayi hai
saNTAr khat likh raha tha , Ek aadmi ne pucha kise likh rahe ho.SaNTA ne kaha khud ko.Aadmi ne pucha kya likha hai.SaNTA ne kaha mujhe kya pata Abhi khat mujhe mila nahi hai.
Santa:banta yeh AUTOMATICALLY kya hota hai?Banta: oye tenu eh v nhi pata Santa. dear jab auto main koi ganji ladki ja rahi ho to usse kehte hain AUTO-ME-TAKLI.
Train station par ruki.1 aadmi khidki ke paas baithe sardar se- Kaun sa station hai?Sardar bahar dekh kr kuch der soch kar "lag toh railway station raha hai."