Sardar ne makkhi ke pankh tod ke kaha; Udh ja. But Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha; Saabit hua "agar makkhi ke pankh tod diye jaye to makkhi sun nahi sakti
Santa was busy removing wheels from his car Banta: Pahiye kyun khol rahe ho? Santa: Anpadh gawaar! Dikhta nahi kya Samne likha hai-Parking for 2 wheelar