SANTA kadhai leke bich raaste khana pakane baitha. Kadhai khali dekh k logo ne pucha “saNTAJI kya bana rahe ho?” saNTA bola, “Sabko bewakoof bana raha hoon.”
Lady doctor: tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar aurto ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".