santa ki maa: Puttar tujhe yahan se jalandhar jane me to ek din laga par wapas aane me 3 din lag gae wo bhi nai car se? santa: Maa yeh car banane wale bhi pagal hai jane ke liye to 4 gear dete hai par aane ke liye 1 hi gear dete hai.
1 sardar running with his cycle. Person:Y r u running with cycle, u can sit & ride d cycle Sardar-Arey bahut jaldi me hu baitne ki bi fursat nahi hai..
banta to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. banta= 1 biwi aur 3 bacche…