banta to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. banta= 1 biwi aur 3 bacche…
Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.