SANTAr: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? SANTA: Phone karte waqt.
Santa:banta yeh AUTOMATICALLY kya hota hai?Banta: oye tenu eh v nhi pata Santa. dear jab auto main koi ganji ladki ja rahi ho to usse kehte hain AUTO-ME-TAKLI.
Tufani baris me raat ko bakery per Santa Pizza lene aaya.SHOPKIPER-Aap Shadishuda hai? SANTA-ulu k pathe tufani barish me kya meri Maa muje Pizza lene bhejegi?